Shikayatein to bhhot hai par abhi yeh hai k tu nahi hai
Shikayat yeh bhi hai k tune chodha tha mera sath aur shikayat yeh bhi hai k tune kaha tha hoga ab koi bhi per tu na hoga
Sab yaad hai mujhko jo tujhe bhi yaad na hoga tabhi to shikaytein hai mjhko
Shikayat teri bhi hai k me bhool gaya ache pallon ko Is per shikayat meri hai k tujhse bhichadna bada ghum hai bajaye khush hona ache pallon pe
tu to yaad rakh ache pallon ko aur khush reh le per me to shikaytein lekar jiyoonga
yaad hai tune milne se bhi mana kar diya tha mujhko
shikayat to wo bhi hai k moka manga tha tujhse k sath rehne ka purani yaado k sahare per tune keh diya tha kuch esa jo chub gaya hai seene me
Shikaytein bhot hai in duriyon se mujhko per abhi yeh hai k tu nahi hai
Tu badh gaya aage yeh bhi shikayat hai mjhko me to tujh per hi reh gaya
Tu dil behlate rehna khud ka kayi tareekon se per me to dil tute rehne doonga
Shikayatein bhot hai teri dagga se per abhi yeh hai k tu nahi hai
